Saat Rang Ke Sapno Me Lyrics, Singer & Song Details

Saat Rang Ke Sapne 1997 album cover

Saat Rang Ke Sapne 1997 Album Details

Priyadarshan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Juhi Chawla, Arvind Swamy

album songs
Saat Rang Ke Sapno Me
Singer : Alka Yagnik, S P

Saat Rang Ke Sapno Me Lyrics

Song Title = Saat Rang Ke Sapno Me
Movie/Album = Saat Rang Ke Sapne 1997
Singer(s) = S P Balasubramaniam, Alka Yagnik
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((saat rang ke sapano me mai kho gayee sajana
odhee chunar tere pyaar kee teree ho gayee sajana
maine tujhko pehnaaya hai sajanee gajara chudee kangana
chaahe chhute duniya maine maangee hai duwa
chhute teraa sang naa, saat rang ke sapano...

bole meraa kajara bole meree bindiya
teree aankho se piya mai churaau nindiya
tere jude kee kasam, tere baalo kee kasam
mai divaana hu teraa, tere gaalo kee kasam
chain se teree baaho me mai so gayee sajana
saat rang ke sapano......

haatho me mehandee aur mann me piya
lage kahee naa piya bin jiya
inn hawaao ne kaha inn bahaaro ne kaha
tu hai meraa balam inn najaaro ne kaha
teree yaado me rahu teree aankho me rahu
mai hu teree jindagee teree saanso me rahu
laut ke naa aayee tere ghar me jo gayee sajana
saat rang ke sapano...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Saat Rang Ke Sapno Me

Saat Rang Ke Sapno Me is a song from Saat Rang Ke Sapne 1997. It is sung by Alka Yagnik, S P. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Saat Rang Ke Sapne 1997 album song list for more songs and album details.