Saat Baras Ka Dulha Lyrics, Singer & Song Details

Dosti Dushmani 1986 album cover

Dosti Dushmani 1986 Album Details

Rama Rao Tatineni
Laxmikant, Pyarelal
None
Asrani, Bhanupriya, Poonam Dhillon

album songs
Saat Baras Ka Dulha
Singer : Kavita, Mohammed Aziz

Saat Baras Ka Dulha Lyrics

Song Title = Shath Baras Ka Dulha
Song Lyrics Movie = Dosti Dushmani (1989)
Singer = Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, Shailendra Singh
Music By = Laxmikant ,Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((sath baras ka dulhan pachpan sal ki
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki

kya hai deepak bati kya hai chanda or chakori
inki jodi jaise
are inki jodi jaise
jaise shivji gori
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki

guhnghat me dulhan ka chera
ayaehaye dulhe ne bandha hai sehra
guhnghat me dulhan ka chera
aye haye dulhe ne bandha hai sehra
aaj hui fir inki sadi
aye haye aaj fir liya satwa fera

are tum kyu hamse dur khade ho
are tum kyu hamse dur khade ho
tum ho ape sathi
sath hamare jhumo gao ban jao barati
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki

dekho pita ji or mata ji
dekho pita ji or mata ji
mai tumko hu samjhata ji
janam janam tak sath nibhana
janam janam ka ye nata ji
mai murkh hu
are mai murkh hu par pandit ka kam kiya hai

tum dono ko pati patni ka maine nam diya hai
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki

apna jiwan jane kaisa ram kare ho jaye aisa
ho jaye aisa
sath baras ke jab hum ho to
byah kare inke jaisa
log hamari sadi ka bhi yu hi jasan manaye
log hamari sadi ka bhi yu hi jasan manaye
aaj hamne gaya hai ye hi geet ye gaye
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saat Baras Ka Dulha

Saat Baras Ka Dulha is a song from Dosti Dushmani 1986. It is sung by Kavita, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to None. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dosti Dushmani 1986 album song list for more songs and album details.