Saari Duniya Hai Mujhpe Deewan Lyrics, Singer & Song Details

Boot Polish 1954 album cover

Boot Polish 1954 Album Details

Prakash Arora
Jaikishan, Shankar
Saraswati Kumar Deepak
Naaz, Ratan Kumar, David

album songs
Saari Duniya Hai Mujhpe Deewan
Singer : Asha Bhosle

Saari Duniya Hai Mujhpe Deewan Lyrics

Song Lyrics Title = Saari Duniya Hai Mujko Deewani
Song Lyrics Movie = Boot Polish 1954
Singer = Asha Bhosle
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Saraswati Kumar Deepak

Mp3 Song Lyrics

((main baharo ki natkhat rani, main baharo ki natkhat rani
sari duniya hai mujhpe diwani, sari duniya hai mujhpe diwani
main baharo ki natkhat rani, main baharo ki natkhat rani
sari duniya hai mujhpe diwani, sari duniya hai mujhpe diwani
haye main baharo ki natkhat rani

lutu dilo ko tirachhi nazar se, tufan macha dun jaun jidhar se
lutu dilo ko tirachhi nazar se, tufan macha dun jaun jidhar se
mujhe aati hai baatein banani, mujhe aati hain baatein banani
sari duniya hai mujhpe diwani, sari duniya hai mujhpe diwani
haye main baharo ki natkhat rani

meri bahare thi jag se nirali, chahat kara de jaibo ko khali
meri bahare thi jag se nirali, chahat kara de jaibo ko khali
dil lagana hai gum ki kahani, dil lagana hai gum ki kahani
sari duniya hai mujhpe diwani, sari duniya hai mujhpe diwani
haye main baharo ki natkhat rani

marta ho koyi apni bala se, yun hi rahenge apne tamashe
marta ho koyi apni bala se, yun hi rahenge apne tamashe
mujhe apni hai duniya basani, mujhe apni hai duniya basani
sari duniya hai mujhpe diwani, sari duniya hai mujhpe diwani
haye main baharo ki natkhat rani, main baharo ki natkhat rani...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Saari Duniya Hai Mujhpe Deewan

Saari Duniya Hai Mujhpe Deewan is a song from Boot Polish 1954. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Saraswati Kumar Deepak. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Boot Polish 1954 album song list for more songs and album details.