Saanson Ne Baandhi Hai Dor Lyrics, Singer & Song Details

Dabangg 2 2012 album cover

Dabangg 2 2012 Album Details

Arbaaz Khan
Sajid Ali, Wajid Ali
Sameer, Anjaan
Salman Khan, Kavya Rao, Prakash Raj, Arbaaz Khan, Vinod Khanna

album songs
Saanson Ne Baandhi Hai Dor
Singer : Sonu Nigam, Tulsi Kumar

Saanson Ne Baandhi Hai Dor Lyrics

Song Title = Saanson Ne Baandhi Hai Dor
Movie/album = Dabangg 2 (2012)
Singers = Sonu Nigam, Tulsi Kumar
Song Lyricists = Sameer Anjaan
Music Composer = Sajid Ali, Wajid Ali

Mp3 Song Lyrics

((Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Reh rehke dil mera thum sa gaya
Chuke mujhe tune jab yeh kaha
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai waada kiya
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Batiyaan tohre naina hum se joh na tadpe
Haaye raam kasam jeete jee mar jaate
Arey aise kaise oh ji yoon hi tum mar jaate ho
Tum joh na hote hum kyun duniya mein aate
Ki teri meri ik zindagi
Ha sang teri preet lagi
Ho pal pal bhadegi
Haan maine bhi yeh rab se waada kiya haye..
Sanson ne bandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Saat janam ke saathi
Hum hai diya tum baati
Ho roshan basera hai ghar tera mera
Humre chaand ko takhne
Taare bhi niklein hai
Haye nazar na lagey tujhko baahon mein gehra
Oh chal hut jao ji
Nazdeek aao ji
Hum toh ji haarey ji
Haan maine bhi yeh rab se waada kiya haye..
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Reh rehke dil mera thum sa gaya
Chhuke mujhe tune jab yeh kaha
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai...waada kiya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Saanson Ne Baandhi Hai Dor

Saanson Ne Baandhi Hai Dor is a song from Dabangg 2 2012. It is sung by Sonu Nigam, Tulsi Kumar. Lyrics are credited to Sameer, Anjaan. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Dabangg 2 2012 album song list for more songs and album details.