Saans Mein Teri Saans Mili Lyrics, Singer & Song Details

Jab Tak Hai Jaan 2012 album cover

Jab Tak Hai Jaan 2012 Album Details

Yash Chopra
A.R. Rahman
Gulzar
Shah Rukh Khan, Katrina Kaif, Anushka Sharma

album songs
Saans Mein Teri Saans Mili
Singer : Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan

Saans Mein Teri Saans Mili Lyrics

Song Title = Saans Mein Teri Saans Mili
Movie/Album = Jab Tak Hai Jaan (2012)
Singer(s) = Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = A.R. Rahman
Director = Yash Chopra
Music Label = YRF Music

Mp3 Song Lyrics

((Saans
mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi

Rooh ne chhoo li
Jism ki khushboo
Tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi

Saans mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi

Kab tak hosh sambhale koi
Hosh ude toh
Ud jaane do

Dil kab seedhi raah chala hai
Raah mude toh
Mud jaane do

Tere khayal mein
Doob ke aksar (Umhun)
Achhi lagi tanhaai

Saans
mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Aaaa

Raat teri baahon mein kate toh
Subah badi
Halki lagti hai

Aankh mein rehne lage ho kya tum
Kyu chhalki
Chhalki lagti hai

Mujhko phir se chhoo ke bolo
Meri kasam
Kya khaai

Saans
mein teri
Saans mili toh
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi

Rooh ne chhoo li
Jism ki khushboo
Tu jo paas aayi (Mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi (Mujhe saans aayi)
Tu jo paas aayi (Mujhe saans aayi
Tu jo paas aayi..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Saans Mein Teri Saans Mili

Saans Mein Teri Saans Mili is a song from Jab Tak Hai Jaan 2012. It is sung by Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: A.R. Rahman. Read the lyrics above and view the Jab Tak Hai Jaan 2012 album song list for more songs and album details.