Saamne Aati Ho Lyrics, Singer & Song Details

Dus 2005 album cover

Dus 2005 Album Details

Anubhav Sinha
Vishal Dadlani, Shekhar
Mehboob, Panchhi Jalonvi
Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Abhishek Bachchan

album songs
Saamne Aati Ho
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Saamne Aati Ho Lyrics

Song Lyrics Title = Saamne Aati Ho
Movie/album = Dus (2005)
Singers = Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Lyricist = Mehboob, Panchhi Jalonvi
Music Director = Vishal Dadlani, Shekhar
Ravjiani, Ranjit Barot
Film Director = Anubhav Sinha
Film Producer = Nitin Manmohan, Sohail Maklai

Mp3 Song Lyrics

((Saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar

hota hain
Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar

hota hain
Tumhara muskurana, khwaab mein bhi aa jana
Ankh se ankh churake, dil ko chura le jana
Mujhko tumse har pal jaise, pehli pehli baar
Pyar hota hain

Saamne aate ho tum toh jaise ishq ka deedar

hota hain
Tum chale jaate ho toh tumhare aane ka intejaar

hota hain

Dil mein kutch aaise chupke se aao
In dhadkano ko ho na khabar yeh
Jab tum pukaro tanhaiyon mein
Aawaz dil ki aaye idhar bhi
Kho na paye kabhi pyar ke silsilay
Ek hi saans dono jismo mein chale
Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar

hota hain

Ek ajab si shokhi hain dil mein
Saanso mein khusbu sabse juda hain
Khwabo ki aankhein neendo ko tumne
Palko se apni jabse chua hain
Tere aaghosh mein dil ki hai har khushi
Har khushi mein chupi zindagi yeh meri
Saamne aate ho tum toh jaise ishq ka deedar

hota hain
Tum chale jaate ho toh tumhare aane ka intejaar

hota hain
Tumhara gunguna, khayalo mein kho jaana
Mujhe baaho mein lekar aasman tak ho aana
Pal pal kya mujhko toh tumpar har pal mein sau

baar
Pyar hota hain
Saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar

hota hain
Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar

hota hain
Saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar

hota hain
Tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar

hota hain.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Saamne Aati Ho

Saamne Aati Ho is a song from Dus 2005. It is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Mehboob, Panchhi Jalonvi. Music information: Vishal Dadlani, Shekhar. Read the lyrics above and view the Dus 2005 album song list for more songs and album details.