Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi Lyrics, Singer & Song Details

Maine Pyaar Kyun Kiya 2005 album cover

Maine Pyaar Kyun Kiya 2005 Album Details

David Dhawan
Himesh Reshammiya
Sameer
Salman Khan, Katrina Kaif, Sushmita Sen, Sohail Khan, Arshad Warsi

album songs
Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi Lyrics

Song Title = Sajan Tumse Pyar
Movie/album = Maine Pyaar Kyun Kiya (2005)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = David Dhawan
Music Label = T-series

Mp3 Song Lyrics

((Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Pal pal har pal teri lagan
Teri ada ne le gayi man
Gore gore haathon pe mehndi ka rang
Us pe yeh sharmaane ka dhang
Us pe yeh sharmaane ka dhang

Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Bechaini tadpaati rahi
Chaandni dil dhadkaati rahi
Seene pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali
Karwat leke raat dhali

Neendiya na aayi pyaar hi laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi

Saajan Tumse Pyar Ki Laraayi is a song from Maine Pyaar Kyun Kiya 2005. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Maine Pyaar Kyun Kiya 2005 album song list for more songs and album details.