Saajan Mera Us Paar Hai Lyrics, Singer & Song Details

Gangaa Jamunaa Saraswathi 1988 album cover

Gangaa Jamunaa Saraswathi 1988 Album Details

Manmohan Desai
Anu Malik
Prayag Raj
Amitabh Bachchan, Mithun Chakraborty, Jaya Prada

album songs
Saajan Mera Us Paar Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Saajan Mera Us Paar Hai Lyrics

Song Title = Saajan Mera Us Paar Hai
Song Lyrics Movie = Ganga Jamuna Saraswati
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = Anu Malik
Lyricist = Prayag Raj

Mp3 Song Lyrics

((sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

mausam bhi aa pahuncha shehnayi ka
abb hamako dar kaisa tanhayi ka
mausam bhi aa pahuncha shehnayi ka
abb hamako dar kaisa tanhayi ka
jivan ko jiska intjar hai, ane hi wali woh bahar hai
jivan ko jiska intjar hai, ane hi wali woh bahar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

jinaki chahat mein akhiya tarasi hai
jinase milane ko baraso barasi hai
jinaki chahat mein akhiya tarasi hai
jinase milane ko baraso barasi hai
honewala unak deedar hai, unako bhi mera intjar hai
honewala unak deedar hai, unako bhi mera intjar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai

ghunghat mera jab uthayenge, ik duje me hum kho jayenge
ghunghat mera jab uthayenge, ik duje me hum kho jayenge
kadamon me unake hi sansar hai, yeh toh janmo janmo ka pyar hai
kadamon me unake hi sansar hai, yeh toh janmo janmo ka pyar hai
sajan mera uss par hai, milane ko dil bekarar hai
aa aa aa aa aa...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Saajan Mera Us Paar Hai

Saajan Mera Us Paar Hai is a song from Gangaa Jamunaa Saraswathi 1988. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Prayag Raj. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Gangaa Jamunaa Saraswathi 1988 album song list for more songs and album details.