Sa Se Banta Hai Sathi Lyrics, Singer & Song Details

Yaadgaar 1984 album cover

Yaadgaar 1984 Album Details

Dasari Narayana Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Kamal Haasan, Poonam Dhillon, Sanjeev Kumar

album songs
Sa Se Banta Hai Sathi
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Sa Se Banta Hai Sathi Lyrics

Song Title = Sa Se Banta Hai Sathi
Movie/album = Yaadgaar (1984)
Singers =Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists =Indeevar
Music Director =Bappi Lahiri
Director =Narayana Rao Dasari

Mp3 Song Lyrics

(( Saregamapadanisa,
Sanidhapamaregarsa
Saregamapadanisa,
Sanidhapamaregarsa
Saregamapadanisa,
Sanidhapamaregarsa
Sa se banta hai sathi,
Re sa hai banta hai rista
Pa se banta hai pyar
Sa se banta hai sathi,
Re sa hai banta hai rista
Pa se banta hai pyar
Sathi ye rista hai pyar ka
Ho sathi ye rista hai pyar ka
Sathi jivan sathi

Sat suro se mithi boli
Tune paayi hai
Sato sagat ki gahrayi
Tujhmein samayi hai
Tere liye gata raha
Sari umar ye geet
Sa se banta hai sathi,
Re sa hai banta hai rista
Pa se banta hai pyar
Saathi ye rista hai pyar ka
Ho saathi ye rista hai pyar ka
Sathi jivan sathi

Indradhanus ke saath rang hai
Tere daman mein
Sato ambar dekhe maine
Tere naynan mein
Tere liye gata rahu
Naya naya sangit
Sa se banta hai sathi,
Re sa hai banta hai rista
Pa se banta hai pyar
Sathi ye rista hai pyar ka
Ho sathi ye rista hai pyar ka
Sathi jivan sathi
Sathi jivan sathi
Sathi jivan sathi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Sa Se Banta Hai Sathi

Sa Se Banta Hai Sathi is a song from Yaadgaar 1984. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Yaadgaar 1984 album song list for more songs and album details.