Rumjhum Barse Badarva Lyrics, Singer & Song Details

Rattan 1944 album cover

Rattan 1944 Album Details

M Sadiq
Naushad Ali
D N Madhok
Swaran Lata, Karan Dewan, Amir Banu

album songs
Rumjhum Barse Badarva
Singer : Zohrabai Ambalewali

Rumjhum Barse Badarva Lyrics

Song Title = Rumjhum Barse Badarva
Song Lyrics Movie = Rattan 1944
Singer = Zohrabai Ambalewali
Lyricist = D N Madhok
Music Director = Naushad Ali
Film Director = M Sadiq

Mp3 Song Lyrics

((rumhjum barse badarwa,mast hawaye aayein
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja
ho rumhjum barse badarwa, mast hawaye aayein
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja

kale kale badal ghir ghir aa gaye aa gaye
aise me tum jake julmwa, dha gaye dha gaye
sawan kaise bite re
mai kaha tum kaha ,ho more raja ho more raja
rumhjum barse badarwa, mast hawaye aayein
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja

mujh birhan ke hal pe badal rote hai rote hai
balam hamre aankh mund kar sote hai sote hai
hamko nind na aaye re
yad sataye tori mukh dikhla ja aaja
mukh dikhla ja
ho rumhjum barse badarwa, mast hawaye aayein
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja

ka karu aiso se ulfat ho gayi ho gayi
unke mast nain me kho gayi kho gayi
pyase dono nain nanwa
pyasa joban mora, mori kasam aaja aaja
mori kasam aaja
ho rumhjum barse badarwa, mast hawaye aayein
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja
ho rumhjum barse badarwa, mast hawaye aaye
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rumjhum Barse Badarva

Rumjhum Barse Badarva is a song from Rattan 1944. It is sung by Zohrabai Ambalewali. Lyrics are credited to D N Madhok. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Rattan 1944 album song list for more songs and album details.