Rum Me Gum Lyrics, Singer & Song Details

Chhodo Kal Ki Baatein 2012 album cover

Chhodo Kal Ki Baatein 2012 Album Details

Pramod Joshi
Salil Kulkarni
Sandeep Khare
Barkha Bisht, Balaji Iyer, Raghavendra Kadkol

album songs
Rum Me Gum
Singer : Sunidhi Chauhan

Rum Me Gum Lyrics

Song Title = Rum Me Gum
Movie/Album =Chhodo Kal Ki Baatein (2012)
Singer = Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Sandeep Khare
Music Composer = Salil Kulkarni
Director = Pramod Joshi
Music Label = Hamara Music

Mp3 Song Lyrics

((muh fulake kahe baithe ho sawariya
ankh churake kahe aithe ho sawariya
ho muh fulake kahe baithe ho sawariya
ankh churake kahe aithe ho sawariya
ankh mila ye jam utha, nashe bina jeena koi jeena hai babriya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya

aise waise jaise taise jeena bhi koi jeena hai
glass me daru leke peena bhi koi peena hai
aise waise jaise taise jeena bhi koi jeena hai
glass me daru leke peena bhi koi peena hai
sochna chod bottle ko phod
nashe bina jeena koi jeena hai babriya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya

ek bar ek bar hotho ki tu lali le
ek bar ek bar dil ko khol gali de
ek bar ek bar chahe jisko ankh mar
ek bar ek bar pakad kar ke lalkar

ho aj bolega jo krega tu right hai
rat ko peeke aj chanda bhi tight hai
ho aj bolega jo krega tu right hai
rat ko peeke aj chanda bhi tight hai
badal hata, dil ko pata nashe bina jeena koi jeena hai babriya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya

muh fulake kahe baithe ho sawariya
ankh churake kahe aithe ho sawariya
ankh mila ye jam utha, nashe bina jeena koi jeena hai babriya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya
ram me gam ko duboke jara pee le jara more sawariya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Rum Me Gum

Rum Me Gum is a song from Chhodo Kal Ki Baatein 2012. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Sandeep Khare. Music information: Salil Kulkarni. Read the lyrics above and view the Chhodo Kal Ki Baatein 2012 album song list for more songs and album details.