Rum Jhum Ke Bajao Lyrics, Singer & Song Details

Pooja 1954 album cover

Pooja 1954 Album Details

Bhagwan Das Varma
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Bharat Bhushan, Hiralal, Jankidas

album songs
Rum Jhum Ke Bajao
Singer : Krishnarao Chonkar, Mohd Rafi

Rum Jhum Ke Bajao Lyrics

Song Title = Rum Jhum Ke Bajao
Movie/album = Pooja (1954)
Singers = Krishnarao Chonkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Bhagwan Das Verma
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Rum jhum ke bajao bansari murari
Ang ang mein tarang lao banwari
Rum jhum ke bajao bansari murari
Madhuban mein madhuwanti gaye barij nari
Madhuban mein madhuwanti gaye barij nari
Rum jhum ke bajao bansari murari
Ang ang mein tarang lao banwari
Rum jhum

Radha ke man me pyar
Run jhum payaliya pukar
Sakhiya sajke singar aayi jamuna ke par
Sakhiya sajke singar aayi jamuna ke par
Rum jhum ke bajao bansari murari
Rum jhum ke bajao
Rum jhum ke bajao

Thamke chanda chale taro ka man machle
Yu thamke chand chale
Thamke chanda chale taro ka man machle
Tinak tinak dhum dham nilam ke gagan tale
Tinak tinak dhum dham nilam ke gagan tale
Tinak tinak dhum dham nilam ke gagan tale
Rum jhum ke bajao bansari murari
Ang ang mein tarang lao banwari

Rum jhum murari murari he murari
Aa murari re murari re
Rum jhum ke bajao bansari murari
Rum jhum ke bajao bansari murari..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Rum Jhum Ke Bajao

Rum Jhum Ke Bajao is a song from Pooja 1954. It is sung by Krishnarao Chonkar, Mohd Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Pooja 1954 album song list for more songs and album details.