Rukh Se Jara Naqaab Utha Lyrics, Singer & Song Details

Mere Huzoor 1968 album cover

Mere Huzoor 1968 Album Details

Vinod Kumar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Mala Sinha, Raaj Kumar, Jeetendra

album songs
Rukh Se Jara Naqaab Utha
Singer : Mohammed Rafi

Rukh Se Jara Naqaab Utha Lyrics

Song Title = Rukh Se Jara Naqaab Utha
Movie/Album = Mere Huzoor (1968)
Singer(s) = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Vinod Kumar

Mp3 Song Lyrics

((khubsurat gunaah karne do, rukh se parde hataao jaane haya
aaj dil ko tabaah karne do
rukh se jara naqaab utha do, mere huzoor - (2)
jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor

woh marmari se haath, woh mehka huwa badan - (2)
takraaya mere dil se muhabbat ka ik chaman
mere bhi dil ka phool khila do mere huzoor
rukh se jara naqaab utha do, mere huzoor
jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor

husn-o-jamaal aapka sheeshe mein dekhkar - (2)
madhosh ho chuka hu main jalwon ki raah par
gar ho sake toh hosh mein laa do mere huzoor
rukh se jara naqaab utha do, mere huzoor
jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor

tum hamsafar mile ho mujhe iss hayaat mein - (2)
mil jaay jaise chaand koyi suni raat mein
jaaoge tum kahaan yeh baata do mere huzoor
rukh se jara naqaab utha do, mere huzoor
jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor ..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Rukh Se Jara Naqaab Utha

Rukh Se Jara Naqaab Utha is a song from Mere Huzoor 1968. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Mere Huzoor 1968 album song list for more songs and album details.