Ruk Jaana Nahin Remix Lyrics, Singer & Song Details

Soundtrack 2011 album cover

Soundtrack 2011 Album Details

Neerav Ghosh
None
None
Rajeev Khandelwal, Soha Ali Khan, Mrinalini Sharma

album songs
Ruk Jaana Nahin Remix
Singer : Suraj Jagan

Ruk Jaana Nahin Remix Lyrics

Song Title = Ruk Jaana Nahin Remix
Movie/Album = Soundtrack (2011)
singer = Suraj Jagan

Mp3 Song Lyrics

((Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
O raahee, o raahee - 4 times

Sooraj dekh ruk gaya hai, tere aagey jhuk gaya hai
Sooraj dekh ruk gaya hai, tere aagey jhuk gaya hai
Jab kabhi aise koi mastaana
Nikle hain apni dhun mein dewaana
Shaam suhaani bann jaate hain, din intazaar ke
O raahee, o raahee - 2 times
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke

Saathi naa kaarvaan hai, yeh tera intehaan hai
Saathi naa kaarvaan hai, yeh tera intehaan hai
Yunhi chala chal, dil ke sahaare
Kar ti hai manzil, tujhko ishaare
Dekh kahin koi rok nahin le, tujhko pukaar ke
O raahee, o raahee - 2 times
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ruk Jaana Nahin Remix

Ruk Jaana Nahin Remix is a song from Soundtrack 2011. It is sung by Suraj Jagan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Soundtrack 2011 album song list for more songs and album details.