Ruk Ja O Janewali Lyrics, Singer & Song Details

Kanhaiya 1959 album cover

Kanhaiya 1959 Album Details

Om Prakash
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar

album songs
Ruk Ja O Janewali
Singer : Mukesh

Ruk Ja O Janewali Lyrics

Song Title = Ruk Ja O Janewali
Movie/Album = kanhaiya 1959
Singer(s) = Mukesh
Lyricist = Shailendra
Music Director = Shankar Jaikishan

Mp3 Song Lyrics

((Ruk Ja, Ruk Ja O Jaanewaali Ruk Ja
Maein To Raahi Teri Manzil Ka
Nazron Mein Teri Mein Bura Sahi
Aadmi Bura Nahin Maein Dil Ka
Ruk Ja...

Dekha Bhi Nahin Tujhko,
Surat Bhi Nahin Pehchani
Tu Aake Chali Chham Se,
Jyun Dhoop Ke Bina Paani
Ruk Ja...

Muddat Se Mere Dil Ke
Sapnon Ki Rani Hai
Ab Tak Na Mile Lekin
Pehchan Purani Hai
Ruk Ja...

Aa Pyaar Ki Rahon Mein
Bahoon Ka Sahara Le
Duniya Jise Gaati Hai
Us Geet Ko Dohra Le
Ruk Ja.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ruk Ja O Janewali

Ruk Ja O Janewali is a song from Kanhaiya 1959. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Kanhaiya 1959 album song list for more songs and album details.