Rubayee More Raatoin Ke Remix Lyrics, Singer & Song Details

Click 2010 album cover

Click 2010 Album Details

Sangeeth Sivan
Shamir Tandon
Shabbir Ahmed
Shreyas Talpade, Sada, Sneha Ullal

album songs
Rubayee More Raatoin Ke Remix
Singer : Raaj, Sunidhi Chauhan

Rubayee More Raatoin Ke Remix Lyrics

Song Lyrics Title = Rubayi More Ratoin Ke (Remix)
Song Lyrics Movie = Click (2010)
Singers = Raaj, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Shabbir Ahmed
Music Director = Shamir Tandon
Director = Sangeeth Sivan
Music Label = T-Series
Release on = 19th February, 2010

Mp3 Song Lyrics

((Rubaayee meri raaton ke khaabon ki
Rubaayee ibaarat meri saanson ki
Woh lafjon se taraashi hai, meri socho ki khaaish hai
Aankhon ne sincha, dil ne piroya, mere hamraahi
Rubaayee meri raaton ke khaabon ki
Rubaayee ibaarat meri saanson ki
Woh lafjon se taraashi hai, meri socho ki khaaish hai
Aankhon ne sincha, dil ne piroya, mere hamraahi

Teri haya jajbaat ki shaakhein chhuye
Ik anchhuye ehsaas mein hum gum huye
Teri haya jajbaat ki shaakhein chhuye
Ik anchhuye ehsaas mein hum gum huye
Nisaro ki bandish hai tu
Tujhame hoon main ho, mujhame hai tu
Aankhon ne sincha, dil ne piroya, mere hamraahi
Rubaayee rubaayee

Besud mere afkaar se lipati rahi
Woh maaheru iss jehan mein phirati rahi
Besud mere afkaar se lipati rahi
Woh maaheru iss jehan mein phirati rahi
Jau ke talab badhata raha, aur main use padhata raha
Aankhon ne sincha, dil ne piroya, mere hamraahi
Rubaayee mere raaton ke khaabon ki
Rubaayee ibaarat meri saanson ki
Woh lafjon se taraashi hai, meri socho ki khaaish hai
Aankhon ne sincha, dil ne piroya, mere hamraahi..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Rubayee More Raatoin Ke Remix

Rubayee More Raatoin Ke Remix is a song from Click 2010. It is sung by Raaj, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Shamir Tandon. Read the lyrics above and view the Click 2010 album song list for more songs and album details.