Rozaana Love Breakups Zindagi Lyrics, Singer & Song Details

Love Breakups Zindagi 2011 album cover

Love Breakups Zindagi 2011 Album Details

Sahil Sangha
None
None
Zayed Khan, Dia Mirza, Cyrus Sahukar, Tisca Chopra, Satyadeep Mishra, Auritra Gh

album songs
Rozaana Love Breakups Zindagi
Singer : Salim Merchant

Rozaana Love Breakups Zindagi Lyrics

Song Title = Rozaana Love Breakups Zindagi
Movie/Album = Love Breakups Zindagi (2011)
Singer = Salim Merchant

Mp3 Song Lyrics

((Har pal hai jawan, har lamha haseen hai
Jahan hum hain wahan koi gumm nahin hai
Yeh jo hai zindagi khushiyon mein doobi hai
Hum toh yunhi jeetay hain
Rozana, subah leke aati hai roshni
Rozana, hai shaam laati dilkashi
Jaagi si zindagi hai, yeh gaati zindagi hai
Jaagi si zindagi hai, rozana
Rango ki baarishein hai, aisi nawazishein hain
Rango ki baarishein hai, rozana

Dil chahta hai har pal muskraane ko
Koi dhun haule haule gungunaane ko
Jo bhi mila hai usko dost hi samjho
Zindagi jashn hai jaise manaane ko
Jo bhi suna usse khushkhabri jaana
Woh o o khushiyon ko humne pehchaana, rozaana
Rozana, subah leke aati hai roshni
Rozana, hai shaam laati dilkashi
Yehi hai kahaani apni, yehi zindgaani apni
Yehi hai kahaani apni, rozaana
Rango ki baarishein hai, aisi nawazishein hain
Rango ki baarishein hai, rozaana

Phoolon mein khushboo, kaliyon mein rang jaise
Hum mein hai jeenay ki ik umang jaise
Umeedon ki hai buji ragini si
Dil mein hai har nayi ik tarak jaise
Sapno ka jahaan hai jaana pehchaano
Ik naya hai sapna dekha rozaana
Rozana, subah leke aati hai roshni
Rozana, hai shaam laati dilkashi
Bas hai yehi tamasha, har pal hai yeh aasha
Bas hai yehi tamasha, rozaana
Rango ki baarishein hai, aisi nawazishein hain
Rango ki baarishein hai, rozaana...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rozaana Love Breakups Zindagi

Rozaana Love Breakups Zindagi is a song from Love Breakups Zindagi 2011. It is sung by Salim Merchant. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Love Breakups Zindagi 2011 album song list for more songs and album details.