Rootha Main Khud Lyrics, Singer & Song Details

TE3N 2016 album cover

TE3N 2016 Album Details

Ribhu Dasgupta
Clinton Cerejo
Amitabh Bhattacharya
Amitabh Bachchan, Nawazuddin Siddiqui, Vidya Balan

album songs
Rootha Main Khud
Singer : Benny Dayal, Bianca Gomes

Rootha Main Khud Lyrics

Song Title = Rootha Main Khud
Movie/album = TE3N (2016)
Singers = Benny Dayal, Bianca Gomes, Divya Kumar
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Composer = Clinton Cerejo
Director = Ribhu Dasgupta

Mp3 Song Lyrics

((Hai ye tan dhoop mein julsa
Dhundh raha hai chhaon
Hai yeh jagrom basera
Door hai mera gaaon
Kahan jaaun kise bataun
Jo haal hai mera mann ka
Mera mann ka
Harzaai hai raat meri
Mujhe bhor nazar na aaye
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse

Na meherbaani hai koi na koi saaqi
Zaahir mera dard kare do naina zajbaati
Hai kaagaz ki naav meri
Gehra hai bhav saagar jeevan ka
Har koshish na kaam huyi
Ab kaun jatan rang laaye
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse

Kahan jaaun kise bataun jo haal hai
Mera mann ka mera mann ka
Harzaai hai raat meri
Mujhe bhor nazar na aaye
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse

So jaaon maajhi re
So jaaon maajhi re.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Rootha Main Khud

Rootha Main Khud is a song from TE3N 2016. It is sung by Benny Dayal, Bianca Gomes. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Clinton Cerejo. Read the lyrics above and view the TE3N 2016 album song list for more songs and album details.