Rootha Kyun Mujhse Itna Lyrics, Singer & Song Details

1920 London 2016 album cover

1920 London 2016 Album Details

Tinu Suresh Desai
Sharib Sabri, Toshi Sabri
Azeem Shirazi
Sharman Joshi, Meera Chopra, Vishal Karwal

album songs
Rootha Kyun Mujhse Itna
Singer : Mohit Chauhan

Rootha Kyun Mujhse Itna Lyrics

Song Title = Rootha Kyun Mujhse Itna
Movie/album = 1920 London (2016)
Singers = Mohit Chauhan
Song Lyricists = Azeem Shirazi
Music Composer = Sharib Sabri, Toshi Sabri
Director = Tinu Suresh Desai
Music Label = Saregama India

Mp3 Song Lyrics

((Rootha kyun
Mujhse itna khafa na hona itna tu
Saansein bhi tere bina main na loon
Jaane kyun bewajah...

O ho..rehne de
Teri mohabbaton mein rehne de
Tere khwabon mein mujhe behne de
Aisa hona de tu zara...

Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na...

Rehta hai mere honthon pe
Tere honthon ka nishaan
Hota hai tanha raaton mein
Tere hone ka gumaan
Mujhe mehsoos hua hai aisa laga hai
Tumne chhua hai na...

Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na

Hmm..ho...

Laazim hai, jaise saanson ke liye laazi hai hawa
Waise hi mere liye zaroori hai hona tera
Tere mere pyar ka rista sadiyon rahega
Sadiyon raha hai na...

Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likhi hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rootha Kyun Mujhse Itna

Rootha Kyun Mujhse Itna is a song from 1920 London 2016. It is sung by Mohit Chauhan. Lyrics are credited to Azeem Shirazi. Music information: Sharib Sabri, Toshi Sabri. Read the lyrics above and view the 1920 London 2016 album song list for more songs and album details.