Rooth Ke Jane Wali Sun Lyrics, Singer & Song Details

Johar in Bombay 1967 album cover

Johar in Bombay 1967 Album Details

Shantilal Soni
Usha Khanna
Asad Bhopali
I.S. Johar, Sonia Sahni, Rajendra Nath

album songs
Rooth Ke Jane Wali Sun
Singer : Mohammed Rafi

Rooth Ke Jane Wali Sun Lyrics

Song Title = Ruth Ke Jaane Wali
Movie/album = Johar In Bombay (1967)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Director = Usha Khanna
Director = Shantilal Soni

Mp3 Song Lyrics

((Ruth ke jaane wali sun
Afsana pyar ka hai
Shokh se le ja mera dil
Najrana yaar ka hai
Ho gulna ho gulna
Ruth ke jaane wali sun
Afsana pyar ka hai

Hotho ki surkhi tauba
Galo ki lali gajab kar gayi
Shano pe bikhri bikhri
Yeh zulf kali gajab kar gayi
Kya baat hai teri
Tu jaan hai meri
Ruth ke jaane wali sun
Afsana pyar ka hai
Shok se le ja mera dil
Najrana yaar ka hai
Ho gulna ho gulna

Raho mein nagin banke aise
Chalna kyamat hai
Aashiq hu tara mujh se
Tevar badlna qayamat hai
Yeh hal dekhenge
Kya log sochenge
Ruth ke jaane wali sun
Afsana pyar ka hai
Shok se le ja mera dil
Najrana yaar ka hai
Ho gulna ho gulna

Darti hai milne se pagli
Khwabo mein aane se darti nahi
Kaise main yeh baat manu
Mujh se mohabbat tu karti nahi
Ikrar kar bhi le
Aa pyar kar bhi le
Ruth ke jaane wali sun
Afsana pyar ka hai
Shok se le ja mera dil
Najrana yaar ka hai
Ho gulna ho gulna
Ruth ke jaane wali sun
Afsana pyar ka hai....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Rooth Ke Jane Wali Sun

Rooth Ke Jane Wali Sun is a song from Johar in Bombay 1967. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Johar in Bombay 1967 album song list for more songs and album details.