Rone Se Bichhde Yaar Lyrics, Singer & Song Details

Haathon Ki Lakeeren 1986 album cover

Haathon Ki Lakeeren 1986 Album Details

Chetan Anand
Pyare Mohan
Hasan Kamaal
Sanjeev Kumar, Zeenat Aman, Jackie Shroff

album songs
Rone Se Bichhde Yaar
Singer : Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe

Rone Se Bichhde Yaar Lyrics

Song Title = Rone Se Bichhde Yaar
Song Lyrics Movie = Haathon Ki Lakeeren (1986)
Singer = Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe, Alka Yagnik
Lyricist = Hasan Kamaal
Music Director = Pyare Mohan
Film Director = Chetan Anandt

Mp3 Song Lyrics

((rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte

o ho bin mange mohe mil gaya moti
chain jiya ka naino ki jyoti
bin mange mohe mil gaya moti
chain jiya ka naino ki jyoti
pyar bina mehaki mehaki
ye duniya meri na hoti
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte

deke gaya jo darde zudayi
kyu phir usiki yaad aayi
deke gaya jo darde zudayi
kyu phir usiki yaad aayi
kahne ki bate hai kab aansu
aaye aag jiya ki hai bhujai
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte

jake palat aati hai sadaye
kisko pukare kisko bulaye
jake palat aati hai sadaye
kisko pukare kisko bulaye
puri huyi hai dil ki duvaye
ab ye bahare aake na jaye
puri huyi hai dil ki duvaye
ab ye bahare aake na jaye
git khushi ke hardam yuhi
gati rahe hawaye
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte

rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde
rone se bichhde yaar nahi milte ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Rone Se Bichhde Yaar

Rone Se Bichhde Yaar is a song from Haathon Ki Lakeeren 1986. It is sung by Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe. Lyrics are credited to Hasan Kamaal. Music information: Pyare Mohan. Read the lyrics above and view the Haathon Ki Lakeeren 1986 album song list for more songs and album details.