Rimzim Ke Geet Sawan Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Anjaana 1969 album cover

Anjaana 1969 Album Details

Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Rajendra Kumar, Babita Kapoor, Pran

album songs
Rimzim Ke Geet Sawan Aaye
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Rimzim Ke Geet Sawan Aaye Lyrics

Song Lyrics = Rim Jhim Ke Git Sawan Gaye
Song Lyrics Movie or Album = Anjaana 1969
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s) = Anand Bakshi


Mp3 Song Lyrics

((rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me
hontho pe bat dilaki aaye hay bhigi bhigi rato me

tera mera puchhe nata, badi woh yeh ghata ghanghor hai
chup hu aise me kah do kaise, mera sajan nahee too koyi aur hai
ke tera nam, hontho pe mere, tere sapne meri ankho me
rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me

mera dil bhi hai diwana, tere naina bhi hain nadan se
kuchh naa socha, kuchh naa dekha, kuchh bhi puchha naa iss anjan se
chal pade sath ham aise, kaise banake sathi raho me
rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me

badi lambi ji kee baten, badi chhoti barkha kee rat ji
kahana kya hai, sunana kya hai, kahane sunane kee abb kya bat hai
bin kahe, bin soone dil ne dilase, kar lin bate bato me
rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me
hontho pe bat dilaki aaye hay bhigi bhigi rato me ...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Rimzim Ke Geet Sawan Aaye Video

About Rimzim Ke Geet Sawan Aaye

Rimzim Ke Geet Sawan Aaye is a song from Anjaana 1969. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Anjaana 1969 album song list for more songs and album details.