Rehta Nhi Hai Chand Lyrics, Singer & Song Details

Chand Bujh Gaya 2005 album cover

Chand Bujh Gaya 2005 Album Details

Sharique Minhaj
None
None
Mukesh Ahuja, Ishrat Ali, Aliza

album songs
Rehta Nhi Hai Chand
Singer : Kavita Krishnamurthy

Rehta Nhi Hai Chand Lyrics

Song Lyrics Title = Rehta Nhi Hai Chand
Song Lyrics Movie = Chand Bujh Gaya (2004)
Singer = Kavita Krishnamurthy
Music By = Info NA
Lyricist = Info NA

Mp3 Song Lyrics

((rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
kya ap rah sakenge kya ap rah sakenge
kya ap rah sakenge, meri jindagi se dur
rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur

jis din se ap ho gaye hai mere meharbaa
ye ishk mangta hi gaya mujhse imtiha
jis din se ap ho gaye hai mere meharbaa
ye ishk mangta hi gaya mujhse imtiha
ye ishk mangta hi gaya mujhse imtiha
aashik to koi rah na saka aashiki se dur
aashik to koi rah na saka aashiki se dur
kya ap rah sakenge kya ap rah sakenge
kya ap rah sakenge, meri jindagi se dur
rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur

dil tha mera bhuja bhuja tanha thi jindagi
paya karib apko to payi hai khushi
dil tha mera bhuja bhuja tanha thi jindagi
paya karib apko to payi hai khushi
paya karib apko to payi hai khushi
or is khusi me ho gayi mai har kisi se dur
or is khusi me ho gayi mai har kisi se dur
kya ap rah sakenge kya ap rah sakenge
kya ap rah sakenge, meri jindagi se dur
rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur
rahta nahi hai chand kabhi chandani se dur..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Rehta Nhi Hai Chand

Rehta Nhi Hai Chand is a song from Chand Bujh Gaya 2005. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Chand Bujh Gaya 2005 album song list for more songs and album details.