Reham Kar Aasman Lyrics, Singer & Song Details

Taj 1956 album cover

Taj 1956 Album Details

Nandlal Jaswantlal
Hemant Kumar
Rajendra Krishan
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar, Bipin Gupta

album songs
Reham Kar Aasman
Singer : Lata Mangeshkar

Reham Kar Aasman Lyrics

Song Title =Reham Kar Aasman
Movie/album = Taj (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Nandlal Jaswantlal

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kaisa toofaan utha hai
Mere ghar mein aaj
Toot toot kar bikhar raha hai
Mere pyaar ka taaj
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan

Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan
Aaj mitne lagi pyaar ki daastaan
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan
Aaj mitne lagi pyaar ki daastaan
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan

Meri duniya ke jalte diye na bujha
Meri duniya ke jalte diye na bujha
Rok le rok bhi le yeh zeheri hawa o o o
Yoon na barbaad kar
Yoon na barbaad kar do dilon ka jahaan
Reham kar aasmaan reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan reham kar aasmaan

Chaand taare tere muskuraate rahen
Chaand taare tere muskuraate rahen
Muskuraate rahen jagmagaate rahen
Mera deepak bhi jalne de o aasmaan
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan
Aaj mitne lagi pyaar ki daastaan
Reham kar aasmaan
Reham kar aasmaan

Aaj ki raat ka jo sawera hua
Door nazron se jo chaand mera hua
Bad-dua doongi main tu pighal jaayega
Aah meri lagegi tu jal jaayega
Saath mere mitega tera bhi nishaan
Be-reham aasmaan
Be-reham aasmaan
Be-reham aasmaan.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Reham Kar Aasman

Reham Kar Aasman is a song from Taj 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemant Kumar. Read the lyrics above and view the Taj 1956 album song list for more songs and album details.