Rangeeli Raat Kya Lyrics, Singer & Song Details

Money Hain To Honey Hain 2008 album cover

Money Hain To Honey Hain 2008 Album Details

Ganesh Acharya
Nitin Arora, Sony Chandy
Sameer
Aftab Shivdasani, Upen Patel, Govinda, Hansika Motwani, Celina Jaitley, Manoj Ba

album songs
Rangeeli Raat Kya
Singer : Master Saleem, Sunidhi Chauhan

Rangeeli Raat Kya Lyrics

Song Title = Rangeeli Raat Kya
Movie/Album = Money Hai To Honey Hai 2008
Singer(s) = Daler Mehndi, Master Saleem, Sunidhi Chauhan, Arya
Music Director(s) = Nitin Arora, Sony Chandy
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((o bajaao na yaar

aa aa aa aa..... nahi nahi nahi aa aa.....

rangeeli raat

rangeeli raat kya raat hai aayi re, masti bhi saath hai laayi re
sab ki udi udi hawaayi re, kya bekhudi hai chhaayi re, chhaayi re
dekh ke tera ??
dekh ke tera roop salona abb toh raha nahi jaaye re jeeye re
duriyon ka yeh dard ni baliye abb toh saha nahi jaaye re
o aithe aa jhappi pa....

ram pam pam pam.........
chehra koyi nigaahon mein basa le, mehfil ?? khayaalon ki saja le
kal hoga kya koyi yahaan na jaane
jeena hai toh le jeene ka maja le
chaar din ki hai jindagi, jindagi se kam hai jawaani
pyaasi pyaasi sadaayein bulaaye, gori gori si baahein bulaaye
mauka mila hai mushkil se, haathon se ise na jaane de
kehati hai aarjuye meri, masti ?? jaane de
chain kahi na aaye re aaye re aaye re
dekh ke tera ?? soniye
dekh ke tera roop salona abb toh raha nahi jaaye re jeeye re
duriyon ka yeh dard ni baliye abb toh saha nahi jaaye re
o aithe aa jhappi pa....

chaand bin adhuri chaandani hai, money jahaan wahi pe toh honey hai
ik haath se kabhi baje na taali, raag bina socho kya raagini hai
jhoom le gaa le dance karle, aaja khulke romance karle
abb toh chamake hai apne sitaare, sach huye khaab saare hamaare
sabsi badi adaaye meri, mujhpe toh saare marte hai
milana bhi chaahate hai mujhse, chhup chhupke aahein bharte hain
tu hi mujhko bhaaye re, bhaaye re, bhaaye re, bhaaye re....
dekh ke tera ??
dekh ke tera roop salona abb toh raha nahi jaaye re jeeye re
duriyon ka yeh dard ni baliye abb toh saha nahi jaaye re
o aithe aa jhappi pa....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rangeeli Raat Kya

Rangeeli Raat Kya is a song from Money Hain To Honey Hain 2008. It is sung by Master Saleem, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nitin Arora, Sony Chandy. Read the lyrics above and view the Money Hain To Honey Hain 2008 album song list for more songs and album details.