Rang Rangila Hai Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Johny I Love You 1982 album cover

Johny I Love You 1982 Album Details

Rakesh Kumar
Rajesh Roshan
Anand Bakshi
Sanjay Dutt, Rati Agnihotri, Amrish Puri

album songs
Rang Rangila Hai Yeh
Singer : Asha Bhosle

Rang Rangila Hai Yeh Lyrics

Song Title = Rang Rangila Hai Ye
Movie/Album = Johnny I Love You (1982)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rajesh Roshan

Mp3 Song Lyrics

((Rang rangile hai ye nain nashile
Mad bhari nigaho se pile aaja
Aaja ankho ke raste dhire dhire
Dil me shama ja ho bake chabile
Rang rangile hai ye nain nashile
Mad bhari nigaho se pile aaja
Aaja ankho ke raste dhire dhire
Dil me shama ja ho bake chabile

Meri mohabbat tere liye, tere liye
Meri jawani tere liye, tere liye
Tere liye mere gaal ghulabi
Tere liye mere hoth rashile hai
Rang rangile hai ye nain nashile
Mad bhari nigaho se pile aaja
Aaja ankho ke raste dhire dhire
Dil me shama ja ho bake chabile

Ho shama jali hai tere liye tere liye
Jal na parwane mere liye mere liye
Aisa na jal ki rat to gayegi
Kam jo dil ka hai ab dil se hi le
Ran rangile hai ye nain nashile
Mad bhari nigaho se pile aaja
Aaja ankho ke raste dhire dhire
Dil me shama ja ho bake chabile

O khoyi si dhun hai teri najar teri najar
Kal ki na juane koi khabar koi khabar
Do din ki hai ye zindgani
Aayi jawani ke has ke jile
Ran rangile hai ye nain nashile
Mad bhari nigaho se pile aaja
Aaja ankho ke raste dhire dhire
Dil me shama ja ho bake chabile...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rang Rangila Hai Yeh

Rang Rangila Hai Yeh is a song from Johny I Love You 1982. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Johny I Love You 1982 album song list for more songs and album details.