Rama Rama Remix Lyrics, Singer & Song Details

Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001 album cover

Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001 Album Details

E Nivas
Vishal Bhardwaj
Abbas Tyrewala
Saif Ali Khan, Aftab Shivdasani, Sonali Bendre, Fardeen Khan, Twinkle Khanna, Jo

album songs
Rama Rama Remix
Singer : Asha Bhosle, Sonu Nigam

Rama Rama Remix Lyrics

Song Title= Rama Rama Remix
Movie/album = Love Ke Liye Kuch Bhi Karega (2001)
Singers = Asha Bhosle, Sonu Nigam
Song Lyricists = Abbas Tyrewala
Music Director = Vishal Bhardwaj
Director = E. Niwas
Music Label = T=Series

Mp3 Song Lyrics

((Woh hota hai woh jo bas ho jata hai
Hota hai na jis mein kuch ho jata hai
Woh hota hai woh jo bas ho jata hai
Are hota hai na jis mein kuch ho jata hai
Humko ji woh ho gaya hay rama rama
Are humko ji woh ho gaya hay rama rama
Hota hai na jis mein kuch ho jata hai
Are chupke chupke aise gul ho jata hai
Are apna ji gul ho gaya hay rama rama
Rama rama rama rama hey rama rama

Oh sunte hai sapno mein baaten suni huvie
Udke neendo mein hum raate buni huvi
Oh sunte hai sapno mein baaten suni huvie
Udke neendo mein hum raate buni huvi
Oh aankhon mein kahani hai
Khwaabon ki zubaani hai
Jaga raat bhar subah ko main so gaya
Jaga raat bhar subah ko main so gaya
Hay rama rama

Mastana kadmo ko rasta judaa lage
Har pathar ka chehra jaise khuda lage
Mastana kadmo ko rasta judaa lage
Har pathar ka chehra jaise khuda lage
Dekho to naadani hai
Samjo to rumaani hai
Jhoota sa yeh pal sachcha kaise ho gaya
Hay rama rama
Sachcha kaise ho gaya hay rama rama
Woh hota hai woh jo bas ho jata hai
Hay re hota hai na jis mein kuch ho jata hai
Humko ji woh ho gaya
Apna ji woh kho gaya
Are chupke se gul ho gaya
Humko ji woh ho gaya
Hay rama.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Rama Rama Remix

Rama Rama Remix is a song from Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001. It is sung by Asha Bhosle, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Abbas Tyrewala. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Love Ke Liye Kuch Bhi Karega 2001 album song list for more songs and album details.