Ram Se Hai Laxman Laxman Se Ha Lyrics, Singer & Song Details

Aakhri Baazi 1989 album cover

Aakhri Baazi 1989 Album Details

Ashim S. Samanta
anu
Indeevar
Govinda, Shatrughan Sinha, Moushumi Chatterjee, Mandakini, Sonam

album songs
Ram Se Hai Laxman Laxman Se Ha
Singer : Amit Kumar, Suresh Wadkar

Ram Se Hai Laxman Laxman Se Ha Lyrics

Song Lyrics Title = Ram se Hai laxman
Song Lyrics Movie = Aakhri Baazi 1989
Singers = Amit Kumar, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anu Malik
Director = Ashim S. Samanta
Music Label = Venus Records
Starring = Govinda, Shatrughan Sinha, Mandakini, Sonam
Release on 14th April, 1989


mp3 songs


Ram se hai laxman
Laxman se ram
Dono ke hoto pe
Ek duje ka naam
Ek ne kahi duje ne mani
Ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani
Nanak kahe dono gyani

Ram se hai laxman
Laxman se ram
Dono ke hoto pe
Ek duje ka naam
Ek ne kahi duje ne mani
Ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani
Nanak kahe dono gyani

Jaan de denge
Jaan le lenge
Hum yaaro ke vaaste
Maut juda kar sakti hai
Bas ab to apne raste

Jaan de denge
Jaan le lenge
Hum yaaro ke vaaste
Maut juda kar sakti hai
Bas ab to apne raste
Ho ek ke dil ki duje ne jani
Ek ke dil ki duje ne jani
Nanak kahe dono gyani
Nanak kahe dono gyani
Ho ek ne kahi duje ne mani
Ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani
Nanak kahe dono gyani

Mera rab jo puchhe mujhse
Teri hai kis mien khushi
Dono jaha ke badle mein to
Manglu teri dosti
Mera rab jo puchhe mujhse
Teri hai kis mien khushi
Dono jaha ke badle mein to
Manglu teri dosti
Ho ek ne kahi duje ne mani
Ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani
Nanak kahe dono gyani
Ram se hai laxman
Laxman se ram
Dono ke hoto pe
Ek duje ka naam
Ek ne kahi duje ne mani
Ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani
Nanak kahe dono gyani.


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ram Se Hai Laxman Laxman Se Ha Video

About Ram Se Hai Laxman Laxman Se Ha

Ram Se Hai Laxman Laxman Se Ha is a song from Aakhri Baazi 1989. It is sung by Amit Kumar, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: anu. Read the lyrics above and view the Aakhri Baazi 1989 album song list for more songs and album details.