Ram Ho Kya Tum Patthar Lyrics, Singer & Song Details

Naya Kadam 1984 album cover

Naya Kadam 1984 Album Details

Kovelamudi, Raghavendra Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Rajesh Khanna, Padmini Kolhapure, Sridevi, Jayapradha, Ranjeet, Asrani, Kadar Kh

album songs
Ram Ho Kya Tum Patthar
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Ram Ho Kya Tum Patthar Lyrics

Song Title = Ram Ho Kya Tum Patthar
Movie/Album = Naya Kadam (1984)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Kovelamudi, Raghavendra Rao

Mp3 Song Lyrics

((Ram ho kya tum pathar ko chhukar
Pawan jisne kiya
Pawan jisne kiya
Shankar ho kya ganga ko jisne
Sar par utha liya
Sar par utha liya
Na mai ram hu na mai shankar
Mai hu sathi tere jiwan sathi tera

Dag bhara tha aachal mera
Tumne phir bhi apnaya
Phul ki kya galti jo kisi ne
Dhul me use milaya
Dosh nahi mera koi jag wale kya manenge
Jag wale to sita ki bhi agni pariksha lenge
Wo thi kahani ye sach hai
Sach ko swikar kiya
Sach ko swikar kiya
Ram ho kya tum pathar ko chhukar
Pawan jisne kiya
Pawan jisne kiya

Maine andhere hi dekhe the
Roshni tune dikhayi
Ghar me kadam rakha to laga
Jaise mandir me aayi
Karte ha man me ujala jo
Gine jate hai wo devo me
Tumhi to ho wo mere devta
Dedo jagah apne charono me
Teri jagah mere man mandir me
Aarti ka tu diya
Aarti ka tu diya
Ram ho kya tum pathar ko chhukar
Pawan jisne kiya
Pawan jisne kiya
Shankar ho kya ganga ko jisne
Sar par utha liya
Sar par utha liya
Na mai ram hu na mai shankar
Mai hu sathi tere jiwan sathi tera....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ram Ho Kya Tum Patthar

Ram Ho Kya Tum Patthar is a song from Naya Kadam 1984. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Naya Kadam 1984 album song list for more songs and album details.