Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye Lyrics, Singer & Song Details

Radio 2009 album cover

Radio 2009 Album Details

Ishan Trivedi
Himesh Reshammiya
Subrat Sinha
Sonal Sehgal, Himesh Reshammiya, Shenaz Treasurywala, Zakir Hussain, Rajesh Khat

album songs
Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye
Singer : Himesh Reshammiya

Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye Lyrics

Song Title = Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye
Movie/album = Radio 2009
Singers = Himesh Reshammiya
Song Lyricists = Subrat Sinha
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Ishan Trivedi

Mp3 Song Lyrics

((Tere gham se bari ho jana behtar hi tha
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Par khud hi badla hai maine irada rihai ka

Mila mila sa
Juda Juda sa
Main haara haara sa

Khila khila sa
Khafa Khafa sa
Main maara maara sa
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Mila mila sa
Juda Juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa Khafa sa
Main maara maara sa
Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Hoti jahaan bhi hai
Dil ko teri khusi
Dard wohi tere khil jaate hain
Tere bin tujhse hi
Mujhko to aise bhi
Mere dono jahan mil jate hai

Tere gham se bari ho jana behtar hi tha

Par khud hi badla hai maine irada rihai ka

Mila mila sa
Juda Juda sa
Main haara haara sa
Khila khila sa
Khafa Khafa sa
Main maara maara sa

Rafa dafa kiya nahi jaaye
Tujhe jiya bhi nahi jaaye
Tujhe bhulaya nahi jaaye...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye

Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye is a song from Radio 2009. It is sung by Himesh Reshammiya. Lyrics are credited to Subrat Sinha. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Radio 2009 album song list for more songs and album details.