Radha Ke Pyare Krishna Lyrics, Singer & Song Details

Amar 1954 album cover

Amar 1954 Album Details

Mehboob Khan
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Madhubala, Nimmi

album songs
Radha Ke Pyare Krishna
Singer : Asha Bhosle

Radha Ke Pyare Krishna Lyrics

Song Title =Radha Ke Pyare Krishna Kahaie
Movie/album = Amar (1954)
Singers = Asha Bhosle
Music Director(s) = Naushad Ali
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni


Mp3 Song Lyrics

((Raadha ke pyaare krisn kanhaai
Teri duhaai, teri duhaai
Ham bhi hain tere kuch to daya kar
Laakhon ki tune bigadi banaai
Raadha ke pyaare

Tu unka hai koi na jinka
Ho jag saagar hai main tinka
Toofaan se aaj bacha le
O mere paahan kaale
Fariyaad main le kar
Tere dwaar aayi
Krisn kanhaai more krisn kanhaai
Ham bhi hain tere kuch to daya kar
Laakhon ki tune bigadi banaayi
Raadha ke pyaare

Sansaar ka tu hai raaja
O nirdhan ke kaam bhi aa ja
Preetam ka saath na choote
Beqas ki aas na toote
Main aasha ki kaliyaan
Charanon mein laai
Krisn kanhaai more krisn kanhaai
Ham bhi hain tere kuch to daya kar
Laakhon ki toone bigadi banaayi
Raadha ke pyaare..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Radha Ke Pyare Krishna Video

About Radha Ke Pyare Krishna

Radha Ke Pyare Krishna is a song from Amar 1954. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Amar 1954 album song list for more songs and album details.