Radha Ke Bina Shyam Aadha Lyrics, Singer & Song Details

Shri Krishna Janmashti album cover

Shri Krishna Janmashti Album Details

Shri Krishna Janmashti
None
None
Shri Krishna Janmashti

album songs
Radha Ke Bina Shyam Aadha
Singer : None

Radha Ke Bina Shyam Aadha Lyrics

Song Lyrics Title = Radha Ke Bina Shyam Aadha
Singer = None
Song Lyrics Movie = Album

Mp3 Song Lyrics

Radha ke bina shyam aadha kehte radhe shyam
janam janam ka bhaag jagade ek radha ka naam
bolo radhe, bole radhe

vyarth pada mala bin moti, vyarth rahi deepak bin jyoti
chanda bina chandani kaisi, suraj bina dhoop na hoti
bin radha ke kaha hai poora, nat naagar ka naam
bolo radhe, bolo radhe

Radha ke bina shyam aadha kehte radhe shyam
janam janam ka bhaag jagade ek radha ka naam
bolo radhe, bole radhe

saath hai jaise jal ki dhara, saath hai jaise nadi kinara
saath hai jaise neel gagan ke, suraj chanda tara tara
vaise inke bina adhoora, mann brindavan dham
bolo radhe, bolo radhe

Radha ke bina shyam aadha kehte radhe shyam
janam janam ka bhaag jagade ek radha ka naam
bolo radhe, bole radhe

shree radha ko jisne bhoolaya, usne apna janam gavaya
dhanya hui wo vani jisne, radhe shyam naam hai gaya
unka sumiran kare bina kab, milta hai vishram
bolo radhe bolo radhe

Radha ke bina shyam aadha kehte radhe shyam
janam janam ka bhaag jagade ek radha ka naam
bolo radhe, bole radhe

Posted by : {Soni}

About Radha Ke Bina Shyam Aadha

Radha Ke Bina Shyam Aadha is a song from Shri Krishna Janmashti. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shri Krishna Janmashti album song list for more songs and album details.