Rabba Rabba Hai Lyrics, Singer & Song Details

Indian Babu 2003 album cover

Indian Babu 2003 Album Details

Lawrence D Souza
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Jaz Pandher, Gurline Chopra, Mukesh Rishi

album songs
Rabba Rabba Hai
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Rabba Rabba Hai Lyrics

Song lyricsTitle = Rabba Rabba Hai
Song lyrics Movie = Indian Babu (2003)
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Lawrence D Souza
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((--MALE 1--
(O rabba o rabba, mujhe tu bacha le
Mujhe pyaar hone ka darr hai, chhupa le)

- 2
Voh phoolon si naazuk haseen ek ladki
Chali aa rahi hai dupatta sambhaale
Rabba rabba, haaye o rabba - 2

--FEMALE--
O rabba o rabba, mujhe tu bacha le
Mujhe pyaar hone ka darr hai, chhupa le
Voh madhosh paagal deewaana sa ladka
Chala aa raha apne dil ko uchhaale
Rabba rabba, haaye o rabba - 2
Main soch rahi hoon khadi khadi
Meri aankh hai jab se ladi ladi
Yeh kaun hai jo mere khwaabon mein
Ab chhede aake ghadi ghadi

--MALE 1--
Chehre pe hai zulfein adi adi
Aankhen hain surmai badi badi
Na haar gale ka ban jaaye
Yeh lagti hai motiyon ki ladi
Ho oh oh oh oh
O rabba o rabba, mujhe tu bacha le
Mujhe pyaar hone ka darr hai, chhupa le
Voh phoolon si naazuk haseen ek ladki
Chali aa rahi hai dupatta sambhaale

--CHORUS--
Rabba rabba, haaye o rabba - 2
Ladke waale yeh dil leke aa gaye
Ladki waale yeh dil leke aa gaye

--MALE 2--
Tell you a story of the London boy who

fell in love
She was a pretty pretty kudi, uh, Indian

girl
Both of them like each other very much

heart in heart
They didn t know the romance was just

about to start
The beautiful pari was the Indian girl
Straight down from heaven for the Indian

babu in the world
There was a magic and a fragrance of

love in the air

--MALE 1--
Rangeen fiza mein pali pali
Khushboo se mahekti kali kali
Mera chain churaake chali chali
Kahin shor na ho jaaye gali gali

--FEMALE--
Hansti muskaati khili khili
Mausam ke sur se mili mili
Apne sapnon mein dhali dhali
Main to hoon kunwaari bhali bhali
Oh oh oh oh oh oh oh
O rabba o rabba, mujhe tu bacha le
Mujhe pyaar hone ka darr hai, chhupa le
Voh madhosh paagal deewaana sa ladka
Chala aa raha apne dil ko uchhaale
Rabba rabba, haaye o rabba - 2

--MALE 1--
Rabba rabba, haaye o rabba - 2

--ALL--
Rabba rabba, haaye o rabba - 2))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rabba Rabba Hai

Rabba Rabba Hai is a song from Indian Babu 2003. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Indian Babu 2003 album song list for more songs and album details.