Rab Se Sajan Se Lyrics, Singer & Song Details

Jaan 1996 album cover

Jaan 1996 Album Details

Raj Kanwar
Anand, Milind Shrivastav
Anand Bakshi
Ajay Devgn, Twinkle Khanna, Amrish Puri

album songs
Rab Se Sajan Se
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Rab Se Sajan Se Lyrics

Song Title = Rab Se Sajan Se
Movie/album = Jaan (1996)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricist = Anand Bakshi
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Raj Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((Rab se sajan se jhuth nahi bolna haa
Rab se sajan se jhuth nahi bolna
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Rab se sajan se jhuth nahi bolna
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Saawan ki raat sajan ke saath
Bilkul akeli
Saaf saaf bolo kya hai paheli
Saaf saaf bolo kya hai paheli
De bethi dil kar baithi pyar naar albeli
Kaun hai vo kaun hai bolo saheli
Na ji na uska naam nahi bolna haay
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Is pyar ki aage suno mujse kahani
Joban pe aayi iski javani
Joban pe aayi iski javani
Sharmili chal mastani chal uski nisani
Tu to nahi vo ladki diwaani
Tu to nahi vo ladki diwaani
Yun ghur ke dekho meri our naa
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Rab se sajan se jhuth nahi bolna
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola
Aur kisi se dil ka bhed nahi khola

Ye mausam hai geeto ka
Mann mito ki prito ka
Aaj ke din ka mela hai
Kal paani ka rela hai
Jane kya le jayega jane kya de jayega
Chal o dholi dhol baja
Kab kya hoga kise pata..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Rab Se Sajan Se

Rab Se Sajan Se is a song from Jaan 1996. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Jaan 1996 album song list for more songs and album details.