Rab Rakha Rab Rakha Lyrics, Singer & Song Details

Love Breakups Zindagi 2011 album cover

Love Breakups Zindagi 2011 Album Details

Sahil Sangha
None
None
Zayed Khan, Dia Mirza, Cyrus Sahukar, Tisca Chopra, Satyadeep Mishra, Auritra Gh

album songs
Rab Rakha Rab Rakha
Singer : Sonu Nigam, Shreya Ghoshal

Rab Rakha Rab Rakha Lyrics

Song Title = Rab Rakha Rab Rakha
Movie/Album = Love Breakups Zindagi (2011)
Singer = Sonu Nigam, Shreya Ghoshal, Salim Merchant & Shradha Pandit

Mp3 Song Lyrics

((Rab rakha - 6 times

Yeh khushi, yeh khushi ka samaa
Dil mein goonji hai shehnaaiyan
Yeh khushi, yeh khushi ka samaa
Dil mein goonji hai shehnaaiyan
Yeh haseen, yeh dilnasheen
Ik mohabbat ki hai jo dastaan
Rab rakha - 6 times

Celebrate the feeling, for a day and evening
Beautiful hearts are beating, love is in the air
Celebrate the feeling, for a day and evening
Beautiful hearts are beating, love is in the air

Koi pooche aankhon ne aankhon se kya keh diya, kya sunn liya
Keh de na chhup ke se, dono ne hai chunn liya, ik saathiya

Yeh reshmi se pal, yeh narm si hulchul
Yeh sapno ke badaal rab rakha
Ho yeh haseen, yeh dilnasheen
Ik mohabbat ki hai jo dastaan
Rab rakha - 6 times

Maahi sahguna manaaya hai
Bajde sang dhol shehnaaiyan
Mainu mil gaya mera ranjheya
Te rabba khair maniyaan

Nachle yeh dil mera kahi da
O aaja nachle yeh dil mera kahi da
Saath tera bas chaahida
O goriye saath tera bas chaahida

O mere naal tu aa haye, o zara taal mila haye

Nachle yeh dil mera kahi da
O aaja nachle yeh dil mera kahi da

Tumko yun jo dekhun, jaane kyun mera jiya dhadke piya
Mehki si, lehki si, dehki si, main hoon piya, yeh kya kiya

Yeh husn aur yeh tu
Yeh kaanch yeh khushboo
Yeh roop yeh jadoo, rab rakha

Yeh haseen, yeh dilnasheen
Ik mohabbat ki hai jo dastaan
Rab rakha - 6 times...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rab Rakha Rab Rakha

Rab Rakha Rab Rakha is a song from Love Breakups Zindagi 2011. It is sung by Sonu Nigam, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Love Breakups Zindagi 2011 album song list for more songs and album details.