Rab Ne To Bas Banaaya Lyrics, Singer & Song Details

Kaise Kaise Rishte 1993 album cover

Kaise Kaise Rishte 1993 Album Details

Akash Mehra
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Rohini Hattangadi, Jamuna, Ayesha Jhulka

album songs
Rab Ne To Bas Banaaya
Singer : Mohammed Aziz

Rab Ne To Bas Banaaya Lyrics

Song Title = Rab Ne To Bas Banaaya
Movie/Album = Kaise Kaise Rishte (1993)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Akash Mehra
Music Label = Vishwa Music

Mp3 Song Lyrics

((Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka

Jab chaha tab rishta joda
Jab chaha tab tod diya
Jab chaha tab rishta joda
Jab chaha tab tod diya
Bebas aur masum ko lake
Bich safar me chod diya
Jhuthi hai sari kasme
Jhuthi hai sari rashme
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka

Matlab ke sab yar yaha hai
Matlab ki sab yari hai
Matlab ke sab yar yaha hai
Matlab ki sab yari hai
Jhuthe sare rishte nate
Jhuthi rishtedari hai
Kisne ye sach hai jana
Koi apna na begana
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Rab Ne To Bas Banaaya

Rab Ne To Bas Banaaya is a song from Kaise Kaise Rishte 1993. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Kaise Kaise Rishte 1993 album song list for more songs and album details.