Rab Kare Mujhko Lyrics, Singer & Song Details

Mujhse Shaadi Karogi 2004 album cover

Mujhse Shaadi Karogi 2004 Album Details

David Dhawan
Sajid , Wajid
Jalees Sherwani
Salman Khan, Akshay Kumar, Priyanka Chopra

album songs
Rab Kare Mujhko
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Rab Kare Mujhko Lyrics

Song Title = Rab Kare Mujhko
Movie/Album = Mujhse Shaadi Karogi (2004)
Singer = Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist = Jalees Sherwani
Music Director = Sajid , Wajid
Film Director = David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye

tu ada hai tu mohabbat
tu hi mera pyaar hai
mar mita hun mar mita hun
haan mujhe ikraar hai

jaanti hun hai sharaarat
yeh jo tera pyaar hai
kya karun main kya karun main
dil ko to inkaar hai

tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

main haseena naazneena
har taraf yeh shor hai
tu deewaana ban gaya hai
dil pe kis ka zor hai

main deewaana kam nahin hun
haar kar na jaaunga
dil churaane aa gaya hun
dil chura le jaaunga

tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye

tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye ..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Rab Kare Mujhko

Rab Kare Mujhko is a song from Mujhse Shaadi Karogi 2004. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Jalees Sherwani. Music information: Sajid , Wajid. Read the lyrics above and view the Mujhse Shaadi Karogi 2004 album song list for more songs and album details.