Rab Ka Shukrana Lyrics, Singer & Song Details

Jannat 2 2012 album cover

Jannat 2 2012 Album Details

Kunal Deshmukh
None
None
Mohammed Zeeshan Ayyub, Viren Basoya, Manish Chaudhary

album songs
Rab Ka Shukrana
Singer : Mohit Chauhan

Rab Ka Shukrana Lyrics

Song Title = Rab Ka Shukrana
Movie/Album = Jannat 2 (2012)
Singer = Mohit Chauhan

Mp3 Song Lyrics

((Tu Hai Ab Jo Baahon Mein
Qarar Hai Rab Ka Shukrana
Hai Nasha
Khumar Hai Rab Ka Shukrana

Tu Hi Ab Mera Deen Hai
Imaan Hai Rab Ka Shukrana
Mera Kalma Hai Tu
Azaan Hai Rab Ka Shukrana
Rab Ka Shukrana


Tu Mila Toh Sab Mila Ab Kisi Se Kya Gilaa
Tujhme Simtoo
Aa Main Bikhroo
Teri Baahon Mein - 2


Fanaa Ho Jaaun Main
Tu Hi Ab Duniya Meri
Jahaan Hai Rab Ka Shukrana
Khabon Ki Khayalon Ki Udaan Hai..Rab Ka Shukrana


Tu Hi Ab Mera Deen Hai Imaan Hai. Rab Ka Shukrana
Mera Kalma Hai Tu Azaan Hai Rab Ka Shukrana


Sab Se Ho Jaun Pare
Jo Ishara Tu Kare
Abb Toh Rehna Hai Tujhi Mein Gumshuda Hoon Main


Hoo Teri Baahon Mein
Jazbo Ka Toh Naya Beyaan Hai...Rab Ka Shukrana
Nya Rutba Nayi Shaan Hai
Rab Ka Shukrana


Tu Hi Ab Mera Deen Hai Imaan Hai Rab Ka Shukrana
Mera Kalma Hai Tu
Azaan Hai Tu
Rab Ka Shukrana


Rab Kaaaa
Rab Kaaaa Shukrana..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Rab Ka Shukrana

Rab Ka Shukrana is a song from Jannat 2 2012. It is sung by Mohit Chauhan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Jannat 2 2012 album song list for more songs and album details.