Raaz Ki Ek Baat Hai Lyrics, Singer & Song Details

Bada Kabutar 1973 album cover

Bada Kabutar 1973 Album Details

Deven Verma
Rahul Dev Burman
Yogesh Gaud
Ashok Kumar, Rehana Sultan, Deven Verma

album songs
Raaz Ki Ek Baat Hai
Singer : Asha Bhosle

Raaz Ki Ek Baat Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Raaz Ki Ek Baat Hai
Song Lyrics Movie = Bada Kabutar
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists =Yogesh Gaud
Music Director =Rahul Dev Burman
Director =Deven Verma
Music Label =Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Raaz ki ek baat hai, raaz ki ek baat hai
Baat ye raaz ki ab na rahne do haye
Kanpte kanpte hotho se kahne do
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam

Chhata hai mujh par jab koi nasha
Aankhe ho jati hai gulabi
Bahki bahki chalti hu, re re
Chhata hai mujh par jab koi nasha
Aankhe ho jati hai gulabi
Bahki bahki chalti hu
Chalti hu mai jaise sharabi hoti hu mai
Yun jagi jagi
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
Kyu raaz ki ek baat hai, raz ki ek baat hai
Baat ye raaz ki ab na rahne do haye
Kanpte kanpte hotho se kahne do
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam

Puchhe jab koi ye hal kya sujhe nahi
Koi bhana, gahri gahri sans lu
Puchhe jab koi ye hal kya sujhe nahi
Koi bhana, gahri gahri sans lu, mai sans lu
Dekhe zamana kya ban gayi mai ek fsana
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
Kyu raaz ki ek bat hai, raaz ki ek bat hai
Baat ye raaz ki ab na rahne do haye
Kanpte kanpte hotho se kahne do
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam

Aa re jane jaa mai du ye bata
Ha ye mera raaz kya hai kab ye kaise kahu
Aa re jane jaa mai du ye bata
Ha ye mera raaz kya hai kab ye kaise kahu
Haye kya kahu dil kho gaya hai
Tumse mujhe pyar ho gaya, pyar ho gaya
Aaj na aayegi mujhe duniya ki koi sharam...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Raaz Ki Ek Baat Hai Video

About Raaz Ki Ek Baat Hai

Raaz Ki Ek Baat Hai is a song from Bada Kabutar 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bada Kabutar 1973 album song list for more songs and album details.