Raaz E Mohabbat Dil Mein Lyrics, Singer & Song Details

Jaan E Wafa 1990 album cover

Jaan E Wafa 1990 Album Details

Rukun
Mohammed Zahur Khayyam
ashar Nawaz
Farooq Shaikh, Rati Agnihotri, Pradeep Khayyam

album songs
Raaz E Mohabbat Dil Mein
Singer : Asha Bhosle

Raaz E Mohabbat Dil Mein Lyrics

Song Title = Raaz E Mohabbat Dil Mein
Movie/album = Jaan-E-Wafa (1990)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Bashar Nawaz
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Rukun

Mp3 Song Lyrics

((Raaz e mohabbat
Dil mein chhupana
Raaz e mohabbat
Dil mein chhupana
Mushkil hai haye
Haye mushkil hai
Ho jee mushkil hai aasan nahi
Deewane deewane deewane
Dil ko samajhana
Mushkil hai haye haye mushkil hai
Ho jee mushkil hai aasan nahi
Raaz e mohabbat
Dil mein chhupana

Shola ho to paani dale
Pyar jale to kya kije
Shola ho to paani dale
Pyar jale to kya kije
Dil mein jalti aag bujhana
Dil mein jalti aag bujhana
Mushkil hai ha ha mushkil hai
Ha ha mushkil hai aasan nahi
Raaz e mohabbat
Dil mein chhupana

Jo bhi hai salo jaisi
Jo bhi hai taaro jaisi
Jinme phul mahekte hai
Un aankhon ka war bachana
Un aankhon ka war bachana
Mushkil hai haye haye mushkil hai
Ho jee mushkil hai aasan nahi
Raaz e mohabbat
Dil mein chhupana

Tum jo socho wo tum jano
Tum jo socho wo tum jano
Hum to apni kehte hai
Tanha tanha raat bitana
Tanha tanha raat bitana
Mushkil hai haye haye mushkil hai
Ho jee mushkil hai aasan nahi
Deewane deewane deewane
Dil ko samajhana
Mushkil hai aasan nahi
Raaz e mohabbat
Dil mein chhupana...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Raaz E Mohabbat Dil Mein

Raaz E Mohabbat Dil Mein is a song from Jaan E Wafa 1990. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to ashar Nawaz. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Jaan E Wafa 1990 album song list for more songs and album details.