Raaz Aankhein Teri Lyrics, Singer & Song Details

Raaz Reboot 2016 album cover

Raaz Reboot 2016 Album Details

Vikram Bhatt
Rashmi Virag
Jeet Ganguly
Emraan Hashmi, Kriti Kharbanda

album songs
Raaz Aankhein Teri
Singer : Arijit Singh

Raaz Aankhein Teri Lyrics

Song Title = Raaz Aankhein Teri
Movie/album = Raaz Reboot (2016)
Singers = Arijit Singh
Song Lyricists = Rashmi Virag
Music Director = Jeet Ganguly
Director = Vikram Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Raaz aankhein teri,
Sab beyan kar rahi,
Sun raha dil teri khamoshiyan,

Kuch kaho na suno,
Pass mere raho,
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyan,

Saaya bhi jism se,
Hota hai kya juda,
Jitni bhi zor ki ho andhiyan,

Raaz aankhein teri,
Sab beyan kar rahi,
Sun raha dil teri khamoshiyan,

Jeene ka tu sahara,
Tu hi roshni,
Kehta hai har sitara,
Meri tu chandni,

Hum juda ho jayein,
Aisa mumkin nahi,

Dhoop ho tum meri,
Chhaon bhi ho tum hi,
Pass ho toh door ho tanhaiyan,

Main chalunga mushkilon mein,
Saaya ban tera,
Iss jahan mein uss jahan mein,
Bas ek tu mera,

Khushbuon se teri mehke,
Jism mera,

Raat aayegi toh,
Main subah launga,
Maut aayegi toh ladd jaunga,

Saaya bhi jism se,
Hota hai kya juda,
Jitni bhi zor ki ho andhiyan,

Kuch kaho na suno,
Pass mere raho,
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyan.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Raaz Aankhein Teri

Raaz Aankhein Teri is a song from Raaz Reboot 2016. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Jeet Ganguly. Music information: Rashmi Virag. Read the lyrics above and view the Raaz Reboot 2016 album song list for more songs and album details.