Raaton Ki Nind Chhin Li Lyrics, Singer & Song Details

Shokhiyan 1951 album cover

Shokhiyan 1951 Album Details

Kidar Nath Sharma
Jamal Sen
Kidar Nath Sharma
Supriya Choudhury, Jeevan, Prem Nath

album songs
Raaton Ki Nind Chhin Li
Singer : Suraiya

Raaton Ki Nind Chhin Li Lyrics

Song Title = Raaton Ki Nind Chhin Li
Movie/album = Shokhiyan (1951)
Singers = Suraiya
Song Lyricists = Kidar Nath Sharma
Music Director = Jamal Sen
Director = Kidar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Raato ki neend chhin li
Aankho ke intezar ne
Aankho ke intezar ne
Taaro ka
Taaro ka dil khila diya
Is dile bekarar ne
Is dile bekarar ne

Sahmi huyi ka
Sahmi huyi kali hansi
Kehne lagi yeh khaur se
Kehne lagi yeh khaur se
Jiske lie khili jiya
Wo khauf si bahar ne
Wo khauf si bahar ne

Dil pe to naaz tha hume
Dil pe to naaz tha hume
Ghunt lahu ke pi gaya
Ghunt lahu ke pi gaya
Kissa yeh gham suna diya
Dida yeh ashk baar ne
Dida yeh ashk baar ne
Raato ki neend chhin li
Aankho ke intezar ne
Aankho ke intezar ne.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Raaton Ki Nind Chhin Li

Raaton Ki Nind Chhin Li is a song from Shokhiyan 1951. It is sung by Suraiya. Lyrics are credited to Kidar Nath Sharma. Music information: Jamal Sen. Read the lyrics above and view the Shokhiyan 1951 album song list for more songs and album details.