Raat Saari Beqarari Mein Lyrics, Singer & Song Details

Zakhm 1998 album cover

Zakhm 1998 Album Details

Mahesh Bhatt
None
None
Ajay Devgn, Pooja Bhatt, Nagarjuna, Sonali Bendre, Kunal Khemu, Akshay Anand

album songs
Raat Saari Beqarari Mein
Singer : Alka Yagnik

Raat Saari Beqarari Mein Lyrics

Song Title = Raat Saari Beqarari Mein
Movie/album = ZAKHM
Singer(s) = Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi
Haan sau dafa darwaaze pe gayi) -2
Tu na tha, waha khadi, ghadi ghadi yaad thi teri
Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi
Haan sau dafa darwaaze pe gayi

Odhh lun pyaar tera, pahen lun main pyaar tera, phir sanam aana -2
Ho isse pehele nahi, thhahere rehna wahin
Aaja na abhi nahi, abhi nahi, jab main kahun
Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi
Haan sau dafa darwaaze pe gayi

Raaste main jaa milun, ya raasta dekhu main tera, kya karun sajna -2
Ho be-kali ka sama, dil mein kitne gumaan
Phir koyi bhoola na dein, tujhe mera naam pata
Raat saari beqaraari mein guzaari, sau dafa darwaaze pe gayi))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Raat Saari Beqarari Mein

Raat Saari Beqarari Mein is a song from Zakhm 1998. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zakhm 1998 album song list for more songs and album details.