Raat Ne Kya Kya Khwab Lyrics, Singer & Song Details

Ek Gaon Ki Kahani 1957 album cover

Ek Gaon Ki Kahani 1957 Album Details

Dulal Guha
Salil Choudhary
Shailendra
Talat Mahmood, Mala Sinha, I.S. Johar

album songs
Raat Ne Kya Kya Khwab
Singer : Talat Mahmood

Raat Ne Kya Kya Khwab Lyrics

Song Title = Raat Ne Kya Kya Khwab Dikhaye
Song Lyrics Movie = Ek Gaon Ki Kahani (1957)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Dulal Guha
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Raat ne kya kya khvab dikhaaye
Rang bhare sau jaal bichhaye
Ankhe khuli to sapne tute
Rah gaye gam ke kale saye
Raat ne kya kya khvab dikhaaye

Ooo..
Ham ne to chaaha bhul hi jaye
Vo afsana kyo dohraye
Ham ne to chaaha bhul hi jaye
Vo afsana kyo dohraye
Kyun rah rah ke yaad dilaye
Raat ne kya kya khvab dikhaaye
Rang bhare sau jaal bichhaye
Ankhe khuli to sapne tute
Rah gaye gam ke kale saye
Raat ne kya kya khvab dikhaaye

Ooo..
Dil me dil ka dard chhupaye
Chalo jaha kismat le jaye
Dil me dil ka dard chhupaye
Chalo jaha kismat le jaye
Duniya parayi log paraye
Raat ne kya kya khvab dikhaaye
Rang bhare sau jaal bichhaye
Ankhe khuli to sapne tute
Rah gaye gam ke kale saye
Raat ne kya kya khvab dikhaaye....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Raat Ne Kya Kya Khwab

Raat Ne Kya Kya Khwab is a song from Ek Gaon Ki Kahani 1957. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Salil Choudhary. Read the lyrics above and view the Ek Gaon Ki Kahani 1957 album song list for more songs and album details.