Raat Ke Musafir Lyrics, Singer & Song Details

Gulaal 2009 album cover

Gulaal 2009 Album Details

Anurag Kashyap
Piyush Mishra
Piyush Mishra
Kay Kay Menon, Raj Singh Chaudhary, Jesse Randhawa

album songs
Raat Ke Musafir
Singer : Piyush Mishra

Raat Ke Musafir Lyrics

Song Title = Raat Ke Musafir
Movie/Album = Gulaal (2009)
Singers = Piyush Mishra
Lyricists = Piyush Mishra
Music Composer = Piyush Mishra
Director = Anurag Kashyap

Mp3 Song Lyrics

(( [Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke
Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke]
[Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke
Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke]

Raat Ke Musafir

[Chal To Tu Pada Hai, Faasla Bada Hai
Jaan Le Andhere Ke Sar Pe Khoon Chadha Hai]
[Chal To Tu Pada Hai, Faasla Bada Hai
Jaan Le Andhere Ke Sar Pe Khoon Chadha Hai]

Mukaam Khoj Le Tu, Makaan Khoj Le Tu
Insaan Ke Sheher Mein Insaan Khoj Le Tu
Dekh Teri Thokar Se Raah Ka Wo Pathar
Maathe Pe Tere Kas Ke Lag Jaaye Naa Uchal Ke
Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke
Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke
Hoo Raat Ke Musafir

Maana Ki Jo Hua Hai
Wo Tune Bhi Kiya Hai
Inho Ne Bhi Kiya Hai
Unhone Bhi Kiya Hai
Maana Ki Tune Haan Haan
Chaha Nahi Tha Lekin
Tu Jaanta Nahi Ki Yeh Kaise Ho Gaya Hai
Lekin Tu Phir Bhi Sunn Le
Nahi Sunega Koi
Tujhe Yeh Saari Duniya Khaa Jaayegi Nigal Ke
Tujhe Yeh Saari Duniya Khaa Jaayegi Nigal Ke

[Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke
Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke]
[Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke
Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke]

Raat Ke Musafir
Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke
Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke, Raat Ke Musafir....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Raat Ke Musafir

Raat Ke Musafir is a song from Gulaal 2009. It is sung by Piyush Mishra. Lyrics are credited to Piyush Mishra. Music information: Piyush Mishra. Read the lyrics above and view the Gulaal 2009 album song list for more songs and album details.