Raat Ke Dhai Baje Lyrics, Singer & Song Details

Kaminey 2009 album cover

Kaminey 2009 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amole Gupte

album songs
Raat Ke Dhai Baje
Singer : Suresh Wadkar, Rekha Bhardwaj

Raat Ke Dhai Baje Lyrics

Song Title = Raat Ke Dhai Baje
Movie/Album = Kaminey (2009)
Singer(s) = Suresh Wadkar, Rekha Bhardwaj, Sunidhi
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Ta Na Ta Na Ra Ra Ta Na Ta Na Ra Ra
Ta Na Ta Na Ra Ra Tum Tum ..) - 2
(Raat Ke Dhai Baje Koi Shehnai Baje
Dil Ka Bazaar Laga, Dhilak Ta Pai Baje)- 2
Chauki Chauke Chauke Se, Khoye Khoye Se Hum
Aankhein Doobi Doobi Se, Soye Soye Se Hum
Dil Ne Kaisi Durgat Ki Hai
Pehli Baat Mohabbat Ki Hai,Aji Aakhiri Baar Mohabbat Ki

Hai
Arey Pehli Baat Mohabbat Ki Hai, Aakhiri Baar Mohabbat Ki

Hai
Jaan Hatheli Upar Le Li, Jaanu Kaisi Harqat Ki Hai
Aji Pehli Baat Mohabbat Ki Hai, Aakhiri Baar Mohabbat Ki

Hai?

(Ta Na Ta Na Ra Ra Ta Na Ta Na Ra Ra
Ta Na Ta Na Ra Ra Tum Tum ..) - 2
(Ishq Mein Jalte Hue, Saans Tezaabi Lage
Raaz Khulta Hi Nahi, Koi To Chaabhi Lage) ? 2
Ishq Mein Jalte Hue, Saans Tezaabi Lage
Saans Tezaabi Lage, Ishq Mein Jalte Hue
Hoo Chikne Chikne Lachche Hai, Reshmi Se Fande
Chupdi Chupdi Baaton Mein Bhole Bhaale Bande
Tanhai Mein Fursat Di Hai
Arey Pehli Baar Mohabbat?Ki Hai, Aakhiri Baar Mohabbat Ki

Hai
Arey Pehli Baat Mohabbat Ki Hai, Hoo Aakhiri Baar Mohabbat

Ki Hai

Raat Kuch Aisa Hua, Jaisa Hota To Nahi
Thaam Ke Rakkha Mujhe, Mein Bhi Khota To Nahi
Ek Latt Suljhane Mein Saari Raat Guzaari Hai
Chaand Ki Gathri, Sar Pe Le Li Aapne Kaisi Zehmat Di Hai
Arey Pehli Baar Mohabbat Ki Hai, Aakhiri Baar Mohabbat Ki

Hai
Hmm Pehli Baar Mohabbat?Ki Hai, Aakhiri Baar Mohabbat Ki

Hai
Ta Na Ta Na Ra Ra Ta Na Ta Na Ra Ra .. ))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Raat Ke Dhai Baje

Raat Ke Dhai Baje is a song from Kaminey 2009. It is sung by Suresh Wadkar, Rekha Bhardwaj. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Kaminey 2009 album song list for more songs and album details.