Raat Ke Baj Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002 album cover

Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002 Album Details

Mohan Singh Rathor
Ram Laxman
Aziz Khan
Jugal Hansraj, Tina Rana

album songs
Raat Ke Baj Gaye
Singer : Alka Yagnik, S. P.

Raat Ke Baj Gaye Lyrics

Song Title = Raat Ke Baj Gaye
Movie/Album = Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe (2002)
Singers = Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Aziz Khan
Music Composer = Raamlaxman
Director = Mohan Singh Rathor

Mp3 Song Lyrics

((Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Baj gaye to bajne do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Pal do pal to thehro jara
Pyaas dil ki bujne to do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do

Ye chand bhi is raat se
Pyar ki baate karne laga hai
Samjho jara kuch to sanam
Dil kyu tum pe marne laga hai
Chhodo tum ye deewangi
Tum bhi kuch samjha karo
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do

Ae kash ke ye waqt jo
Tham jaye
To kitna achha ho
Bas paas ho tanhaiya
Kuch hum kahe aur
Tum kuch kaho
Hum ko kuch kehna nahi
Baba hum ko maaf karo
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Baj gaye to bajne do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do
Raat ke baj gaye do...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Raat Ke Baj Gaye

Raat Ke Baj Gaye is a song from Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002. It is sung by Alka Yagnik, S. P.. Lyrics are credited to Aziz Khan. Music information: Ram Laxman. Read the lyrics above and view the Hum Pyar Tumhi Se Ker Baithe 2002 album song list for more songs and album details.