Raat Kali Ek Khwab Revival Lyrics, Singer & Song Details

Buddha Mil Gaya 1971 album cover

Buddha Mil Gaya 1971 Album Details

Hrishikesh Mukherjee
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Navin Nischol, Om Prakash, Archana

album songs
Raat Kali Ek Khwab Revival
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Raat Kali Ek Khwab Revival Lyrics

Song Title = Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi
Movie/Album Name = BUDDA MIL GAYAA
Singer(s) = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Hrishikesh Mukherjee
Music Label = Saregama
Release on = 1st January, 1971

Mp3 Song Lyrics

((Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi
Aur Gale Ka Haar Hui
Subah Ko Jab Hum Neend Se Jaage
Aankh Tumhise Chaar Hui

Chahe Kaho Ise Meri Mohabbat
Chahe Hasi Mein Uda Do
Yeh Kya Hua Mujhe Mujhko Khabar Nahin
Ho Sake Tum Hi Bata Do
Tumne Kadam Jo Rakha Zameen Par
Seene Mein Kyun Jhankar Hui
Raat Kali Ek...

Aankhon Mein Kajal Aur Latton Mein
Kali Ghata Ka Basera
Sawali Surat Mohni Murat
Saawan Rut Ka Savera
Jab Se Yeh Mukhda Dil Mein Khila Hai
Duniya Meri Gulzar Hui
Raat Kali Ek...

Yoon To Haseenon Ke Mahjabeenon Ke
Hote Hain Roz Nazare
Par Unhe Dekhke Dekha Hai Jab Tumhe
Tum Lage Aur Bhi Pyare
Bahon Mein Le Loon Aisi Tamanna
Ek Nahin Kai Baar Hui
Raat Kali Ek... ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Raat Kali Ek Khwab Revival

Raat Kali Ek Khwab Revival is a song from Buddha Mil Gaya 1971. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Buddha Mil Gaya 1971 album song list for more songs and album details.