Raat Abhi Baki Hai Lyrics, Singer & Song Details

Do Khiladi 1976 album cover

Do Khiladi 1976 Album Details

Jugal Kishore
Usha Khanna
Gauhar Kanpuri
Jani Babu, Anita Guha, Hercules

album songs
Raat Abhi Baki Hai
Singer : Jani Babu Qawwal

Raat Abhi Baki Hai Lyrics

Song Title = Raat Abhi Baki Hai
Movie/Album = Do Khiladi (1976)
Singer = Jani Babu Qawwal
Music By = Usha Khanna
Lyricist = Gauhar Kanpuri

Mp3 song lyrics

((mere mehbub, mere mehbub, aaj kee rat naa ja
rat abhee bakee hai, mann le bat jara bat abhee bakee hai
rat abhee bakee hai bat abhee bakee hai

dekhiye rat hasin roj toh aatee nahee
yeh javanee kee ghadee bit naa jaye kahee
yeh suhana hai samha too hasin hai mai jawan
wakt gar bit gaya mai kaha aur too kaha
kisne dekhee hai yeh kal, kal ke vado se nikal
kal toh aane kee nahee humse yeh chal naa chal
teree aur meree mulakat abhee bakee hai
rat abhee bakee hai, bat abhee bakee hai = (2) ))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Raat Abhi Baki Hai

Raat Abhi Baki Hai is a song from Do Khiladi 1976. It is sung by Jani Babu Qawwal. Lyrics are credited to Gauhar Kanpuri. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Do Khiladi 1976 album song list for more songs and album details.