Raam Naam Se Sab Ke Lyrics, Singer & Song Details

Valmiki 1946 album cover

Valmiki 1946 Album Details

Sundar Rao Nadkarni
Shankar Rao Vyas
Mahesh Gupta
U. R. Jeevarathinam, C. Honnappa Bhagavathar, T. R. Rajakumari, N. C. Vasanthako

album songs
Raam Naam Se Sab Ke
Singer : Prabodh Chandra Dey

Raam Naam Se Sab Ke Lyrics

Song Title = Raam Naam Se Sab Ke
Movie/Album = Valmiki (1946)
Singers = Prabodh Chandra Dey
Song Lyricists = Mahesh Gupta
Music Composer = Shankar Rao Vyas
Director = Bhalji Pendharkar

Mp3 Song Lyrics

((Ram naam se sabke man ke
Ho jate hai sudh vichar
Ho jate hai sudh vichar
Mujhe aaj yeh aabbash hua hai
Ab hoga ram avtar
Avadh puri mein pragatenge
Dasrath nandan kahlayenge
Dasrath nandan kahlayenge

Yagy puran kar wane muni ka
Tap bhumi mein jayenge
Yagy puran kar wane muni ka
Tap bhumi mein jayenge
Ahilya ka udhhar karenge
Ahilya ka udhhar karenge
Daityo ka naam mitayenge
Daityo ka naam mitayenge
Vishwa mitr ke sath janak puri
Danush todne jayenge
Vishwa mitr ke sath janak puri
Danush todne jayenge
Ram naam ka parichay denge
Parshuram ka garv udar
Ram naam ka parichay denge
Parshuram ka garv udar
Mujhe aaj yeh aabbash hua hai
Ab hoga ram avtar
Mujhe aaj yeh aabbash hua hai
Ab hoga ram avtar

Raj tilak ke samay ram
Sita lakshman ban jayenge
Raj tilak ke samay ram
Sita lakshman ban jayenge
Dasrath agya shish chada
Sukh mahalo ka thukrayenge
Dasrath agya shish chada
Sukh mahalo ka thukrayenge

Rawan sadhu ban aayega
Rawan sadhu ban aayega
Sita ko har le jayega
Sita ko har le jayega
Pawan putr sita sudh ko aayenge
Pawan putr sita sudh ko aayenge

Pawan putr sita sudhi pa
Lanka pe aag lagayega
Lanka pe aag lagayega
Sone ki lanka sulgegi
Sone ki lanka sulgegi
Ghar ghar mein hogi chikh pukar
Ghar ghar mein hogi chikh pukar
Mujhe aaj yeh aabhash hua hai
Ab hoga ram avtar
Mujhe aaj yeh aabhash hua hai
Ab hoga ram avtar

Rawan ko sanhar parbhi phir
Awadhpuri mein aayenge
Pushp viman me baith parbhu phir
Awadhpuri mein aayenge
Awadhpuri ke nar nari
Mangal tyohar manayenge
Awadhpuri ke nar nari
Mangal tyohar manayenge
Gunj uthegi sakal vishaw mein
Ek bar phir jai jai kar
Gunj uthegi sakal vishaw mein
Ek bar phir jai jai kar
Ram ram ram sita ram ram ram..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Raam Naam Se Sab Ke

Raam Naam Se Sab Ke is a song from Valmiki 1946. It is sung by Prabodh Chandra Dey. Lyrics are credited to Mahesh Gupta. Music information: Shankar Rao Vyas. Read the lyrics above and view the Valmiki 1946 album song list for more songs and album details.